Ek phuddu sa pen
to tuccha sa kaagach
likhta premi
premi ko letter
puchta mai to thk hu
kya tum ho better ?
fir jab me hu aai
logo ke liye ek dabba laai
telephone in kanjaro ne naam diya
mjhe gadhe ke tarah
din raat istemaal kiya !
mene fir thoda kaam asaan kiya
taufe me inko pazer diya
kaam to bda inhone usse kiya
kisi ka dhadka dil,
to kisi ka machal utha jiya !
meri bhi ajab moh maya hai
koi smjha to itna smjha
to koi abhi tak na smjh paya hai
fir mene inke haath me cellphone pkdaya
inko din kb hui, raat kb
uske bd se kbhi smjh na aaya
mushkilo me pd gae ki ab baat kese kre
tbhi mene inhe acha talktime dilaya
kaha ye letter likhte rehte the
inn fukro ko mene system mai sms dilaya
fir chhod dharm, jaat-paat
texting ka jamana aaya
call se namaste krne ki jagah
sms se hii krne ka time aya
Fir ussi ke beech inhe ek baksa sa dilaya
jispe thappa computer ka lagaya
likhna aaj bhi padta hai
lekin haath kalam se kaagaz pe nai
keyboard pe chalta hai
chhod daak ko
mail ab sab hota hai
inke naam ke sath ab space
email id ka hota hai
jaha ye chutad bhi dhang se na dho paate the
aaj inhe chalane ke liye apple,samsung,sony mene diya hai
jaha sirf ye ek hi account jaante the bank ka
vai in saalo ko har jagah account diya hai
book se leke facebook
tail se leke gmail
jhadu se leke yahoo
to garmi k heater se leke, bakwas ke liye twitter
jaha phuduo ki tarah milo door cheeze lene jaate the,
aaj inhe online ka dimaag diya
kaam hai to sab thik hai
online hi ye hai ab khaate
jaha ye bol na paate the
aaj bade bade dingeey haake
inhe aladin, mario, copter ke baad
mene temple run, subway surf, fifa, pes jaisi games dilaai
garibi ko garibi, ameero ko ameeri dilaayi
aaj mene dunia market se utha ke online rakhdi
tumhari teerth yatra ki ticket bhi
yatra.com jaisi online bookings pe rakh di
har cheez ko mene hai kuch aisa badal diya
ki ab kai kaam bhi
robot,machines
ke haatho ne kiya
kaha peer fakeer babao se puchte the baarish kb aaegi
mene tmhe pehle pta lgaane ka jariyaa diya
kaha cycle se khait naapte the
chaand naapne ki bhi cycle aaj di hai
me kisi ka baap, kisi ki maa nai
lekin haa in sabse bhi kam nai
sai istemaal karoge to bahut naam apna aur mera kamaoge
galat kroge to bdnaami apni bhi aur mere naam ki bhi likh jaoge
my good name is "TECHNOLOGY" !
Ho jaoge na adhoore mere bina aaj
mere vjah se isne likha
meri vajah se tumne pda
:) :) :)
No comments:
Post a Comment